Saturday 10 May 2014

Homemade Beauty Tips Beauty Tips In Urdu For Hair For Skin In English Tumblr For Face Whitening In Hindi For Face For Girls For Women

Homemade Beauty Tips Biography

Source(google.com.pk)
Garmiyon mein baaz logon ko hath payon jalne, pishab ki kami aur jalan ki shikayat hoti hai. Tinde khane se yeh takseef dur ho jati hai. khushk khansi ki shikayat ho to is ki bhujya ya salan ke kasrat istemaal takleef dur ho jati hai. kiun keh tindey halaq ki naali ko tar karte hain.

Band Gobhi aur Sugar ka Mareez:

Kachi gobhi khana buhat mufeed hai. Sugar ke mareezon ke liye mufeed tar hai. Salad ke tor par khane ke liye ise isi waqt katna chahiye jab khane ka waqt ho kiun keh is mein shamil vitamin C hawa mein tahleel ho jata hai. Is ko dho kar kantna chahiye kiun keh kaat kar dhoyain to tamam vitamins pani ke sath bah jate hain. Band gobhi khane se khoon ki kharabi se jo amraaz hote hain. Woh dur ho jate hain.

Jisam ki Garmi:

Kisi bimaari ki wajah se jism mein chingariyan si nikalti mahsus hoti hon. Hath payon jalte hon to khushk dhanya pees kar misri mila kar khayain. Ya sabzi dhanya ghot kar misri mila kar piyain. Jism ki sari garmi ka asar zail ho jaye ga. Aur fridge mein rakh dein.

Shishah Chamakdar Karne ka Tareeqa:

Khirkiyon ke shishe ho ya furniture par lage huye, saaf shafaf ache lagte hain. Shishe par aam kapre dhone wala nil pani mein ghol kar lagayain aur phir khushk kapre dhone wala nil ki yeh pesht khushk ho jaye to saaf aur narm kapre se ponch lein aur kapre ko hi ragarein. Shisha chamakdar aur shafaf ho jaye ga.

Munh se Muli ki Bu:

Muli bhi salad ka lazmi juz hain. Kachi khayain ya paka kar donon tarah mufeed hoti hain. Magar yeh khud hazam nahi hoti ya phir buhat der mein hazam hoti hai. Is liye muli khane ke baad thora sa gur(brown sugar) kha lia jaye is se muli hazam ho jati hai aur de-karain nahi aatein ya phir matar(pea) ke chand dane chiba leye jayain to bhi di-karein nahi aatein.
Kachi gobhi khana buhat mufeed hai. Sugar ke mareezon ke liye mufeed tar hai. Salad ke tor par khane ke liye ise isi waqt katna chahiye jab khane ka waqt ho kiun keh is mein shamil vitamin C hawa mein tahleel ho jata hai. Is ko dho kar kantna chahiye kiun keh kaat kar dhoyain to tamam vitamins pani ke sath bah jate hain. Band gobhi khane se khoon ki kharabi se jo amraaz hote hain. Woh dur ho jate hain.

Kisi bimaari ki wajah se jism mein chingariyan si nikalti mahsus hoti hon. Hath payon jalte hon to khushk dhanya pees kar misri mila kar khayain. Ya sabzi dhanya ghot kar misri mila kar piyain. Jism ki sari garmi ka asar zail ho jaye ga. Aur fridge mein rakh dein.

Khirkiyon ke shishe ho ya furniture par lage huye, saaf shafaf ache lagte hain. Shishe par aam kapre dhone wala nil pani mein ghol kar lagayain aur phir khushk kapre dhone wala nil ki yeh pesht khushk ho jaye to saaf aur narm kapre se ponch lein aur kapre ko hi ragarein. Shisha chamakdar aur shafaf ho jaye ga.

Aalu dunya mein sab se ziadah khayi jane wali sabzi hai. bache burhe sabhi shoq se khate hain. Khas tor par chips ki surat mein to be had maqbul hain.
1-Chips katne ke baad in ko namak aur sirkah mile pani mein dubo dein. Jab talne ho to pani nichor kar tal lein. Chips do bar talne se ziadah khastah aur karare bante hain.
2-Bhap se jism ka koi hissah jal jaye to is par kacha aalo ragarein. Aablah nahi pare ga.
3-Baaz awqat salan mein aalo bilkul gal jate hain aur bikharne lagte hain. Aalo cheel kar kaat kar namak laga kar das minute baad woh ghulein gey nahi.
4-Aankhon ka warm dur karne ke liye aalu ke chile huye tukre aankhon par rakhne se buhat sakun milta hai.
5-Jis pani mein aalu boil kiye jate hon, is pani se chandi ke bartan dhoyain to saaf ho jate hain.

Jild ki Hasasyat Test Karein:

Koi bhi khezaab istemaal karne se pehle apni jild ko test zarur kar lena chahiye keh kahin is ka koi ghalat rad-de-amal na ho jaye khezaab thora sa le kar apni kehni ke andar ki taraf laga kar 24 hours tak laga rehne dein aur agar koi rad-de-amal ho to phir mutalqah khezaab ki bajaye koi dusra lagayain.

Dabal Ruti ka Chura:

Dabal roti ka chura hum kayi cheezon mein istemaal karte hain. Jab kabhi chora banayain to is ko mote chore ko alihdah lifafon mein daal kar rakh lein. Jis ki zarurat ho istemaal karein.

Brown Sugar aur Khusk Mewa:

Dono ko aik hi dabbe mein rakhein. Is ka faidah yeh hoga keh chini narm reh gi jabkeh dry fruit aur brown sugar cake banane ke liye hawa band dabbe mein rakhain. Is tarah cake ziadah khusbu dar bane ga.

Chawalon ko Kire se Bachane ka Tareeqa:

Chawalon mein pisa hua namak mila dein to inhain kira nahi lage ga. 40 kg chawalon ke liye aik kilo namak kafi hai.

Beauty Tips In Urdu For Hair For Skin In English Tumblr For Face Whitening In Hindi For Face For Girls For Women

No comments:

Post a Comment